॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

gurpurab vishesh (guru nanak jayanti)

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

shri guru nanak sahab sampurn vishv ke priy hain. Gurjan kisi ek panth ki pratishtha to karte dikhayee dete hain par wo pure vishv ke jeevan ka param kalyan karne ke liye unke vachan hote hain. Nanak sahab ki vani do baat jo bhajnanandi sant hai unki seva aur khub naam jap iska prabhav badhega ki tum akaal sthiti ko prapt ho jaoge. Charachar jagat mein ghat ghat mein vyapt jo parmeshvar hai usko jaan jaoge. Guru mahima jab prakashit hoti hai to sare vikaro ko parast karne ki samarth aa jati hai. To vah guru ka Khalsa aur vah guru ki fateh vah fateh guru ki fateh hoti hai.

hriday mein samasth vikaro par vijay guru pradatt to ham prarthna karte hain sab milkar ke ki guru nanak sahab aisi kripa karen ki guru vani ke jo sar swaroop shabd hai wo hamare hriday mein jagrit ho jae. Unki kripa se hamare hriday mein naam chalne lage. Unki kripa se aradhya dev mein priti ho jae. Param pujya prat smaraniya samasth gurujanon ke vandneey pujya shri nanak sahab ki jai jai shri Radhe Shyam

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi