॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab maharaj ji ne yah adbhut swapna-anubhav pratham bar sajha kiya !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ye ham aaj bata rahe hain aaj tak bataya nahi ye 27 varsh pehle ki baat hogi to ye tamal ke vriksh ke niche ham let gaye din ka samay tha to hamne swapna mein dekha Gurudev aae lakut kamdal hath mein jaise unka swabhav hai khada bole ek baat meri pakar meri ek baat pakar braj chaurasi kos ki sima ka kabhi ullanghhan na karna brajvasi aur Brajraj in par shraddha rakhna tab kam ho jaega jab ham sham ke Gurudev ke paas gaye muskurakar prasann mudra mein baithe the pranam kiya maharaj ji jo adesh desh kiya uska palan karne ki samarth aap jeevan bhar hamen de isse braj paas na chhute brajvasyon ke charnon ki kabhi ashradha na ho braj rath ka sadaiv sevan ho bole jab palan karoge to samarth bhi wahi de denge jo palan karne ki agyaa ki sant mahapurushon se jab ham apnapan kar lete hain wo swapna mein akar hamen adesh de jaate hain.

hamari hamara prashn hua wo uttar kahin na kahin se hamen de denge ya to wahi vani khul jaegi aisi usmen uttar mil jaega ya kisi sant ke mukh se wahi baat niklegi to hamara uttar paripak ho jaega. Hamen chahiye ham man vachan karm se apne Gurudev ko samarpit rahe.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi