॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya sadhna ke liye bhagwa pahnna zaroori hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ji ek sawal tha mera ki sadhna karne ke liye vastr dharan bhagwa pahnna zaruri hai. Do marg hain hamare sanatan dharm mein ek hai pravriti marg aur ek hai nivitti marg. Ham log nivitti marg parkh hain aur aap log pravriti marg parkh hain. To pravriti marg se bhi wahi phal milega jo nivitti marg se milta hai. Par nivitti marg wala swayam apne ko tar karke aur lakho ko tar sakta hai. Lekin pravriti marg wala sirf apne ko tar sakta hai. Nivitti marg wala jo bhagwan ya prit ya aise jo nivatt sa lok tarti wo swayam tar jaata hai.

wo swayam ta jaata hai aur lok ke lok ko pavitra kar sakta hai. Lekin grahasti mein apna hi kalyan ho jae to bahut badi baat hoti hai. Hai na? To isliye do marg hai pravriti aur mein sadhna kar sakte hain. Haan kar sakte bilkul kar sakte hain. Isiliye to sant mahapurushon ka aashray liya jaata hai. Sant ki shiksha aur aapki bhiksha donon mil jae to kam ho jaega. Haan.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi