॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

surdas ji ka pad sunate-sunate maharaj ji ho gaye bhav vibhor !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

surdas ji kahte hain sur kaha dwid andhro bina mol ko bhagwan mein bik jana koi kamna na hona bhagwan ke siva hamara koi hai nahi aisa dekho shabd dekho kah rahe sur das duwidha dhar bahar se to andha ho andar se bhi andha ho mere to aur koi sadhan hi nahi jiska bhav bada gambhir bhav hai surdas duwidha dharo bahar se ankhen to pehle se janm se hi andha hoon aur andar gyan ki ankhen bhi nahi hai donon tarah se andha main to bina mol ka bika hua aapka das hoon. Surdas duwidha dharo bina mol ko chero bharoso dridh in charnon hamare koi aur sadhan nahi keval aapke charnon ka bharosa hamara koi aur nahi prabhu keval aapke siva aur koi nahi jab yah bhav hota hai to dridh bharosa bhagwan bas yahi sadhna ka phal hai bhagwan mein dridh bharosa ho jana

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi