॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

New Year Resolution 2026: aise shuru karen naya sal

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

nav varsh mein hamen aise kya niyam lene chahiye ya achhche acharno ka niyam lena chahiye ki ham adhik se adhik naam jap karenge. Ham adhik se adhik krodh nahi karenge. Ham gandi baton mein kisi bhi tarah man nahi jane denge. Use bar-bar hatakr bhagwan mein lagaenge. Ho sakga to ham is varsh paropkar karenge. Koi na koi aisa dan, koi aisa punya, koi aisa paropkar jisse hamare bhagwan prasann ho. Ye achchhi baten leni chahiye.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi