॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

gayak Kumar Sanu ne pujya maharaj ji ko kya sunaya?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil par jae, tum dena saath mera o ham nava. Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhare siva. Tum dena saath mera o ham nava. Tum dena saath mera oham nava gana mera bahut dil ke karib hai ye ham sabke liye ga sakte hain bhagwan ke liye mata-pita bhai bahan apna patni sabke liye hamari sabse prarthna rahti hai ki hamari jo svase hain bahut kimti hai jaise aapne 50 varsh mein jo aishwarya kamaya aaya aur aapki antim shwas ho aap puri laga den ki main 50 varsh ki puri sampatti deta hoon.

panch svase aur badha dijiye nahi badhgi. Aisi kimti shwason mein yadi ham bhagwan ka naam smaran karna shuru kar den to hamara jeevan dhanya ho jae. Jaise aapko shiv prem ki prapti ki chah hai to shya sada shiv sh sada shiv shiv shiv shiv uthte baithe chalte phirte unka naam smaran karte rahie. Ismen koi mehnat ki baat nahi hai aur naam smaran se bhagwan ki nischit prapti hoti hai. Yas smaran matran janm sansaar bandhna jinka smaran matra janm sansaar ke bandhan ko hi nasht kar deta hai wo bhagwan hai. Isliye naam smaran kijeyega.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi