॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

parivaar aur samaj mein badhta krodh—ab samadhan kya hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ji aaj samaj mein aur gharo mein bahut krodh aur bikhrav dekhne ko mil raha hai. Ye murga machhli khane wale ye raaksasi buddhi yah kabhi shanti pradan nahi kar sakti apne ko jo bahut vip samjhte ho aur dusre shariron ko ubal ubal ke kaat ke khate ho tumhari durgati ho jaegi. Jo koi bhi ho jo aapka samajik prashn hai koi personal prashn nahi hai jahan durgati ka karan hai jo ashanti ka karan hai use aap badha rahe hain jaisa khae ann vaisa bane man aap aghor raaksasi bhojan karoge to kam krodh lobh moh mad matsar nahi sataenge to aur kya bhagwan ki yad aayegi bhagwan ka prem aapke andar spit hoga are yahan tak ki ham jab sadhna mein kadam rakhne ki cheshta karte hain to pyaaj lahsun tak band karva diya jaata hai kyonki tamoguni hai.

wo hamare bhajan mein vikshep daelga. To jo apvitra bhojan karte hain, apvitra vihaar karte hain, apvitra vicharon se yukt nahi rahenge to aur kya hoga? Aaj hamare samaj mein jo apvitrata badh rahi hai uska karan khanpan kusang

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi