॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mithi baton ke piche chhipa asli chehra

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bahari mridu bhashan karna to chalbaji bhi ho sakti hai ki wah mridu bhashan bolta hai lekin hriday chhur dharam hriday chhure ki dhar ki tarah teekhi hai. Kisi ke saath beimani kisi ke saath kapt chhal aur bada mridu aise dekhe gaye hain. Mridu bolna hi koi danyata nahi hai. Ya apne ko aise karna hi koi danyata ho sakta hai kuch nahi karen. Lekin aham shunya jeevan hi danya hai. Din ka matlab hota hai ahankaar shunya. Wo chakravarti samrat maharaj Ambrish bhi ho sakte hain jo dainya hai aur agar aham hai to chhoti-chhoti baat ko lekar hai aur bhagwan ko aham priy nahi hai bhagwan ko ahankaar priy nahi dainya priy hai to aham shunya jeevan hi ko danya kahte hain na ki mridu bhashan ya namrata dikhana yah to natak bhi ho sakta hai jaise ham kah rahe hain bahut nich adham hai aur jab dusra sabha mein khada hokar kahe pakhandi nich adham aur mujhe lage ki haan theek baat kaha main aisa hi hoon.

wah hai dainyta jab kisi bhi tarah ki prakriya se aham jagrit na ho. Dainya dainya ki raksha swayam bhagwan karte hain.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi