॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

sant-seva ke liye ek bhakt ne swayam ko bech diya.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

to Sita sahachari ji mahan bhakta jab jati thi to ek saman lene to ek dukandar galat drishti se rani thi pehle rani thi to koi sadharan thodi anupam rup aur phir ab bhajan mein lagi thi to aur rup prakashit to galat drishti karta wo apni drishti se dekhkar ke sab jeev hai alag-alag chintan ek din pipa ji kahin gaye hue the aur sant mandli aa gayi aur kuch tha nahi pavane ke liye Sita sechri ji ne socha ab kya karen to unko yad aaya ki wo jo baniya tha wo galat drishti drishti se dekhta tha. Gayi uske paas aur kaha aap hamari taraf akarshan ki drishti se dekhte the.

aapka galat vichar hamen laga to pehle to ghabraya to kaha nahi nahi main isliye pooch raha hoon ki agar hamare paas sant aae hain to aap santo ke liye bhojan ki vyvastha kar denge to aapki jo ichchha hogi wo main raji ho jaoongi. Ab to wo ghee chini sab saman de diya. Gaye pakwan banaya aur achhche se santo ko pavaya. Jab sant pa chuke to us samay pipa ji aa gaye. Peepaji ne Sita se achhche se pucha hamare paas to kuch tha nahi. Santo ko kya pavaya? To unka apne ko bechkar pipa ji ke aansu aa gaye. Unhone kaha dhanya hai jo tumhari jaisi hamko mitra mili patni mili.

ab baitho hamare kandhe par main tumhen le chaluga uske paas aur uski dukan ke paas gaye utar gaye aur kaha jao je hi wo gayi to charnon mein lut gaya aur kan pakda aur kaha galti padi kabhi ham aisi galti drishti se aapki taraf aap jaise maa matlab usko gyan ho gaya kyonki uska ann santo ke pet mein gaya na to uski buddhi pavitra ho gayi. Wo charnon mein gira aur kaha mata aap kabhi aisi bhav aiseise charit ate hain bhakton ki matlab hosh ud jae wo bhakton ko jitna pyar kiya santo ne utna bhagwan ko bhi nahi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi