॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maa ki ek galti ne bachchhe ko daku bana diya.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek bar ek bachchhe ne pensil churai pensil aur maa se bola maa pensil cura ke laya hoon. Usne kaha shabash likhne ke kam aayegi. Wahin chalkar sultana daku hua. Sultana daku ka charit dikhaya tha aur jab usko angrejon ne phansi dene ki baat kahi to pucha tumhari akhir ichchha kya hai? To usne kaha mujhe meri maa se mila do. Unhone socha matri prem ke karan jab maa mili to dant se nak kaat liya. To angrejon ne pucha aisa kyon kiya? Bole agar pensil pahli bar churai thi aur ye thappad mar deti to aaj main phansi pe na chadta.

jisne kaha bahut accha to main maine samjha accha karya hai. Main chori karne laga hoon. Aaj sultana daku hua. Itna bada daku ki phansi ki saja mil rahi. Uska mul karan meri maa hai. To agar mata-pita bachchhe ko shasan nahi karne dete to apne bachchhe ke bhavishya ko bigad rahe hain.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi