hanuman ji ko dekhkar maharaj ji ne kya kaha?
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
jai shri Ram mahabali abhi thodi der pehle inhi ki charcha kar rahe the ki mans khane walon anda khane walon tum log samjhte ho balvan hai are balvan bhagwan ki bhakti mein jo bal jagrit hota hai hai koi hanuman ji jaisa tribhuvan mein veer girgir charan de hanumanta chale suga patal tarta ji amog Raghupath kar bana yahi baat chale hanumana kaun hai kachu mare kachu mar se kachu mile dhar dur kachu pul jae pukare prabhu barkat balburi inke barabar aur bhagwan ki seva mein rahte hain aur satvic phal phool pate hain aur akhand brahmachari jo bhagwan se juda wahi balvan bana ye ganda bhojan gande aacharan karne wale durgati ko prapt honge.
narak ko prapt ho gaye. Sudhro. Ham bhartvassi hain. Ham sanatan dharmi hain. Ye rakshasaon ka bhojan jo kar rahe ho raaksasi aacharan kar rahe. Tumhen narak jana padega. Sudhro. Kam se kam rishi munio, santo ki baat ko samjho jisse tumhara jeevan ujjwal ho. Mangalmay bhavishya ho tumhara. Bhagwan ke anand ke barabar koi anand nahi. Isliye anand sindhu mein dubne ke liye santo ke charnon ka aashray lekar naam jap karo. Naam kirtan karo.
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…
- mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai? — maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se…
- 🤍🤍radhapiy ju ke phool bangla mein darshan 🤍🤍 — Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha [ghanta] Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha…
- kaliyug mein aisa kya khas hai jo Satayug mein bhi nahi? — kalyug papon ka vistar karega to munio ne vichar kiya ki papon se kaise bacha jae to bhagwan vyas dev ji us samay ganga ji mein snaan kar rahe the to sabne socha chalo vyas ji se chalkar ke…