॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

acharya lokesh muni ji aur pujya maharaj ji ke beech kya vartalaap hua?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

yukren aur rashiya ka jo vivad chal raha hai aaj aapse khas dua lene aaya hoon ki wahan jakar ke uske samadhan ke liye ham prakriya mein age badh rahe hain. To aap jaise pavitra santo ke saath jo adhyatma shakti hi ek aisi hai jo pure vishv ko jod sake. Bilkul theek kah rahe. Adhyatma shakti aur jinko adhyatma ka prichay nahi indriy bhogon ki pashuta mein lage hue hain unmein to rag dves rahta hi hai. Jab tak ham adhyatma shakti ko janjan ke hriday mein jagrit nahi kar payenge tab tak shanti nahi prapt ho sakti.

aaj vastut maharaj ji zaroorat hi iski hai ki dharm ko adhyatma se joda jae. Aur jis din adhyatma ka ankur prasphutit hua ashanti apne aap khatm ho jae. Khatm ho jaegi. Logon ko pata laga ki ek Jain muni Ram katha ka aayojan kar raha hai. To jo log nahi jante hain unhen kut are Jain muni aisa itihas mein kabhi nahi hua. Maine kaha Ram ji ka wo sthan hai Jain dharm mein jo adinath bhagwan rishbh ka hai ya Mahavir ka hai unko bhi moksh kami mana. Wo bhi brahm hai, paramatma hai, ishwar hai, bhagwan hai.

koi antar nahi hai. Ye antar bahya hai ki chahe jo sampraday ho ya chahe jo dharm ho jab yah baat samjh lega ki paramatma ek hai. Phir tark ya dweshatmak bhav ya kisi ki avhelna in shabdon ka koi sthan nahi rah jaata hai. Aur jab tak ek ka anubhav nahi hoga tab tak nanatma mein bhramit hone wala na gyani hai na wah mahatma hai. Mahatma to wahi hai jo vasudeva sarwati sab jagah ek hi paramatma ko dekhta hai. Kay mukti kil mukti re mukti kya hai? Bole kay se krodh man maya lobh isse mukt ho jana mukti ha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi