jab 20 hazar rajaon ki bali prabhu shri Krishna ne rukwai
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
bhagwan saath hi hai aur Jarasandh se bhim ko yuddh karne ke liye prerit kiya maro isko. Malya yuddh ke dwara iska ant kar do. Kai din tak yuddh hota raha. Bhim vayuputra bhagwan vayudev ke putr hain. Hanuman ji ke bhrata hai. Bal mein koi kami nahi aur wo vardani Jarasandh koi sadharan nahi. 20 hazar rajaon ko to kaid kiya tha bali dene ke liye. 20,000 rajaon ko bhagwan se bhim ji ne kaha ishare se ki prabhu Jarasandh ki mar se mera rag tut raha hai. Meri bas nahi ki main ise mar sakun. Bhagwan ne kaha prayas karke dekho aap nirash mat ho.
akhiri din kaha ladte ladte dhire se hath se ishara kiya ki prabhu meri bal ki shakti khatm ho gayi. Jarasandh mere dwara nahi mara ja sakta. Bhagwan ne kaha tumhare dwara hi marwaenge. Aur ek tinka liya, cheer diya. Kyonki bhagwan uske rahasya ko jante the. Bhagwan uske janm rahasya ko jante the ki jara naam ki ek raaksasi ne isko jeevan dan diya. Iske jo pita the wo raja hi the. Unki koi santan nahi hoti thi. Unhone ek rishi ko prasann kiya. To rishi ne ek phal diya aur kaha apni rani ko khila dena isse santan utpann hogi.
raniyaan do thi. Unhone phal diya aur kaha iske pane se garbhvati ho jaugi. Ab buddhi kam nahi ki. Donon ne phal ko aadha-aadha kaat liya aur donon ne pa liya. Donon garbhvati ho gayi aur jab donon ke bachchha hua to aadha-aadha hua. Aadha-aadha dekhkar ke unko bahut shok hua aur phenkwa diya. Jara naam ki mahan tapaswini thi Rakshash lekin akashchari siddho ki samasth siddhiya aur mahan tapaswini. Usne dekha ki do balak ki is tarah ke shav usne kaha jio jio jio. Wo siddh tapaswani je hi aise kiya donon jud gaye aur bachchha rone laga usko pata tha maharaj ke paas gaye aur kaha ki aapki santan unka meri santan to mrit paida hui thi alag-alag to unka maine jod diya maine jod diya sandhi mane hota hai jodna to jara naam ki raaksasi usne sandhi kiya isliye naam rakha gaya Jarasandh to bhagwan us raste ko jante the bhagwan ne usko cheer diya ek tinke ko aur aise fenka bhim ko bhagwan ne ab bal diya utha ke patak diya aur tinke ki tarah cheer kar phenk diya.
phir bhi wo jud gaye aake. Bhim ne kaha prabhu prabhu ne phir ulta fenka to donon shant ho gaye. To jab bhim har gaye tab bhagwan ne apna bal
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…
- mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai? — maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se…
- 🤍🤍radhapiy ju ke phool bangla mein darshan 🤍🤍 — Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha [ghanta] Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha…
- kaliyug mein aisa kya khas hai jo Satayug mein bhi nahi? — kalyug papon ka vistar karega to munio ne vichar kiya ki papon se kaise bacha jae to bhagwan vyas dev ji us samay ganga ji mein snaan kar rahe the to sabne socha chalo vyas ji se chalkar ke…