॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mahashivratri ke din dincharya kaisi rahni chahiye?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

shivratra mahashivratri wale din aapki dincharya kya rahti thi? Upvas aur atho pahar ki puja. Aath pahar hote na to atho pahar char pair ratri bhar pure jagte the aur din se upvas rahte the. Kuch khana pina nahi. Bhagwan shankar ki wahan to vishvanath ji hain kashi vishvanath ji wahan to atho pahar ki aradhna hoti thi. Maharaj ji aradhna mein aap naam smaran karte the. Chintan mantr jap mantr haan mantr jap pavitra dasha mein jaise shauch ja rahe hain to phir naam jap karte the. Yahi jap karte sam sada shiv sa haan yahi mahashivratri mein ratri ki mahima hai maharaj ji us samay ratri puri raat nahi pure atho pahar ki atho pahar ki puja ki mahima char pahar din ke aur char pahar ratri ke to unki aradhna karni aur unki aradhna mein khas baat ye hai ek lota jal aur dhature ka phal vishv mein koi devta nahi jo khata dhature ka phal koi devta lega haan dhature akda ka phool unhone chunkar ke aisi sevae li ki kisi ko koi taklif hai na pare.

jangal mein kahin bhi chale jao bil patr le lo, dhature ka phal le lo aur kaude ka phool le lo. Sabse zyada priy chijon hain ye aur ek lota jal chadha do aur pranam kar lo. Itne mein khush hain bhagwan shankar. Mantr samjh liya. Sa sam sada shiv sa sada shiv sh sada shiv sa sa sa sada shiviv sada sa sadam sa sada shiv aise mantr thodi bole jaate hain yahi to sa sada shiv haan ye jo mantr hai ye mantr kabhi bolna nahi chahiye aur haan andar andar japna chahiye aur guru se lena chahiye isiliye wahi guru guru se lene ke liye jo hai bhagwan shiv se prarthna karen wahi guru hai kisi na kisi rup mein milke wahi de denge.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi