॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Gurudev ki agyaa par shishya ne prannon ki bazi laga di

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek guru ji ne mahabharat mein katha hai ki ek guru ji ne agyaa ki apne shishya ko ki khet ki medh bandh do jakar varsha ho rahi pani nikalne pave to unko bandhna aata nahi tha jaise bana banda lekin bandh hi nahi raha tha to let gaye me bandh kar let gaye aise pani nikalne pave guru ne agyaa ki ab puri raat ho gayi thandi sharir kampta raha gaye nahi subah hua to unhone kaha ki amuk shishya kahan hai unhone kaha maharaj ji aapne to unko med bandhne ke liye bheja tha accha to wapas nahi aae kyon chalo shisyo ke saath chale awaz lagai to kaha guru ji yahan hai bole wahan kya kar rahe ho bole hamse med bandh nahi rahi thi aur aapki agyaa thi ki med bandhkar to ham let gaye to bandh gayi to isliye lete mere liye apne sharir ko apne prannon ko tumne parvah na karte hue samarpit kiya jao aur jo hi kripa drishti hui to charon vedurit ho gaye bina padhe charon vedurit ho gaye bhagwat gyan prakashit ho ho gaya.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi