॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jo kahte hain “mera 24 ghante naam-jap chalta hai” - ek bar sun lijiye

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kai log hamse jaise pocho ki aapka bhajan chal raha hai. Wah kahte 24 ghante chal raha hai. To hamen bada ki ham Baba ji hokar ke bachpan se prayas kar rahe hain. Abhi tak ham ek swar mein nahi bol sakte ki ham 24 ghante bhajan karte hain. Prayas kar rahe hain. Prayas jari hai. Lekin ham pakka final nahi bol sakte ki 24 ghante bhajan mein ho jaate hain. Kahin na kahin kahin na kahin yah man bhag jaata hai. Phir use pakar ke late hain. Lekin jo sansaar mein lage kahte hain ham 24 ghante bhajan karte hain wo jhuthe hain. Sachchai se pocho to aapko hriday ki baat batave jitna adhik bhajan hota hai utne hriday mein bhajan ki bhookh badhti hai aur lagta hai abhi wo bhajan ho hi nahi pa raha jo hona chahiye.

bhajnanandi se pocho to kah hi nahi payega ki hamse bhajan hota hai. Wo yahi kahega kripa karo bhajan ban jae. Kyonki bhajan ki itni bhookh badh jati hai ki bhajan se tripti hi nahi hoti hai. Aur jinko bhogon mein man raji hai mala do char mala aise ghuma unko raji pana rahta hai. Unko lagta hai ho to raha hai bhajan 24 ghante ho raha hai. Sachchai se bhajan karne par aap dekho ki aap 24 ghante kya bhajan kar pa rahe hain. Aap dekho na pehle 24 ghante bhajan sovat rasna rat Radha Krishna sunam ye to siddh mahapurushon ki baat

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi