॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kaise karen maa jagdamba ko prasann?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maa maa maa maa maa maa ko pukaro maa prasann rahegi. Maa ko bete se kuch nahi chahiye. Ramkrishna Paramhans ji har samay maa ke anchal mein hi pare rahte the. Har samay maa ko pukarte rahte the. Maa maa pukaro aur aisa bhav rakho ki har samay maa mere saath hai. Maa meri raksha kar rahi hai. Maa mujhe dular kar rahi hai. Aur charachar jagat mein maa ko dekhne ki cheshta karo. Devi prapanna hare prasiddh prasiddh matra jagton khilas prasiddh vish pa vishwam tameshwari devi charachras wahi charachar ke rup mein ishvari virajman hai jo devi hai sab mein maa ki bhavna karo aur maa ka nirantar smaran karo aur socho maa ke main vatsalya mein doob raha hoon to dhire-dhire maa kripa karenge aur aapke manas patal par akar aapko darshan de dengi.

bahut karunami hai maa bahut karunami vatsalya samudra hai jagat janani hai na vatsalya samudra hai unko pukaro unka smaran karo jo aapke mantr mila ho us mantr ka jap karo aur jis paddhti se maa ko rijhaya jaata hai wo paddhti aap sweekar karo aur maa ko pukaro nischit wo mil jaenge nischit unka dular mil jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi