॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

karm karte hue bhi kaise milegi jeev ko siddhi?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek mahatma the Kashyap naam tha to tapasya kar rahe the ek vriksh ke niche bahut din kathor tapasya to ek baguli wo upar dal mein baithi thi ab usko to gyan hai le beet kar diya to unke upar aise giri to unko bada gussa aaya jab aise aise kiya to bhasm ho gayi tapasya thi ab unko gudgudi hui ki tapasya to bhari ho gayi bhasm kar diya usko ab bhiksha mangne gaye pativrata nari wo bhiksham de wo nikle aae pranam mahatma hamen ann chahiye bhookh lagi kuch kshan thahrie abhi bana ke lati hoon idhar idhar pradhan darwaze pe unse kah ke gayi aur dusre darwaze se pati aa gaye.

ab uska pradhan dharm pativrat dharm hai. Tatkaal unke bithala jal pilaya aur phir kaha aapke ghar mein atithi aae hue hain. Darwaze par sant karen. Aapki agyaa ho to bhiksha de aae. Jarur jarur pehle kyon nahi bataya? Jao aap turant jao. Bhiksha le gaye to mahatma gussa mein khade the. Kaha tum jante nahi ho hamen itna vilumb kaise kar diya? To unka kaha bhagwan hamare patidev aa gaye. Patidev kya hote? To unhone kaha bhagwan wo dar ki baguli mat samjhna. Wo kamp gaye kyonki ekant ki baat thi. Unhone kaha dal ki baguli mat samjhna mujhe jo tum tapasya se nahi jaan paye ho.

main apne pati ki seva se trikalgya hoon. Baithe-baithe dekh rahe tumhare kya chal raha hai kya nahi chal raha hai. Abhi tum shuddh tapasvi nahi ho kyonki tumhen krodh aa gaya hai. Tum jao aur ek kasai hai jo mans kaat ke bechte hain. Unke charnon mein pranam karo jake. Wo tumhen shiksha denge tab tumhari samjh mein aa to hosh ud gaye na. Bole main pati aur dharm se trika lag gaya hoon. Tino kal ka mujhe gyan hai. Ab jahan bheja wahan gaye to ek kilo do, do kilo do. Aise kaat bada ascharya ki baat hai.

mans kaata hai. Ye hamen kya gyan dega? Jane lage to bole ruko mahatma wo pativrata patni amuk ganv ki bheja hai na mobile nahi the us samay. Ab unke aur hosh ud gaye. Ki iske aacharan to dekho mans vesh chalao. Isko gyan is baat tab unhone kaha ye hamari janm siddh kriya hai. Main kasai kul mein paida hua hoon. Par main bhagwan ka bhajan karta hoon. Thodi der baitho. Phir main tumhen in sab udaharnon se pata chalta hai yadi aapka jo krit hai aapka jo kartavya hai aap usko kar rahe ho aur bhagwan ka bhajan kar rahe ho to aap sadhu hi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi