॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

brahmcharya ka palan karne se milte hain ye adbhut labh

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

brahmcharya ke tyag ko sukh samjha ja raha hai. Jabki brahmcharya ke rokne mein sukh hai. Jis veer shakti ka tyag karne mein aap sukh ka anubhav kar rahe hain. Us veer shakti ko rok kar dekhiye. Aapke andar kitni sfurti, kitni smriti, kitni buddhimatta, kitni gambhirta, kitni sahjta, saralta ye sab sadgun brahmcharya prakashit kar dega. Lekin bahut se aise kalyugi dosh ban gaye hain ki wo ek dusre mein sankramak phailte ja rahe hain. Isliye sabse prarthna hai chahe grihasth ho chahe virakta brahmcharya par dhyan dijiye.

grihasth hai to yatha samay brahmcharya ka yatha anusthan karen. Jo virakta hain aajeevan brahmcharya ka anusthan

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi