॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jo log kahte hain sharab se sukoon milta hai, ye sachchi ghatna jarur sunen!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

hamne ek bhai ko dekha Vrindavan mein us samay parikrama marg kacha tha. Beech mein chhoti si nali thi. Wah saikil se ja rahe the aur ham Radha vallabh ji ke darshan karke ratri ke 10:00 baje laute the. To hamne dekha wo saikil pakar kar ke bar-bar jhoom rahe the. To hamne kaha chakkar kya hai ki chhoti si nali nahi. Antat gatva main saikil sahit us nali mein gir gaye. Jab unke nazdik aae unka kaha bhai tumhen chakkar aa gaya kya? To jab unki bhasha nikli aur unki gandh ai to ham kaha bhai ye sharab piye unko utha ke khada kiya ham kaha bhai thoda to samjh yar agar tu000500 ka phal phool lekar ghar jaata to bachchhe tujhe pyar karte hain tu sharab pi ke naliyon mein gir raha hai kya teri halat hai ae bhai sharab se na swasthya theek rahta hai na buddhi theek rahti log kahte relax yar agar sharab se relax hota to sab relax ho jaate relax bhagwan ke charnarvind se hoga.

sachchi kahte hain har kasht ki dawa har badha ki nivitti har unnati ki prapti ka swaroop Radha Radha Radha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi