॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kaun kya kahta hai, ismen mat uljho!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

yah sansaar kisi ko bhi ek taraf se nahi chalne deta. Iska naam duniya hai. Yah donon hi baat bolta hai. Ek accha kahega dusra bura kahega. Ab kiski baat mane ham? Hamko chahiye hamen apni masti mein rahna chahiye. Ae duniya hai. Apni masti mein chalo. Galat karo mat. Kisi ka hit karo mat. Apne ko koi accha bura bole bolne do. Wo uski mati hai. Mauj mein raho. Thode din ka jeevan hai. Mast raho yar. Kaun kya kahta hai is baat pe nahi. Bhagwan ka chintan karo. Achhche karm karo. Paropkar karo aur chhod do. Jo manave sansaar tumhen bhala kahe ya bura kahe uski masti hai.

ham apni masti mein mar safai bhi nahi deni chahiye. Ham apni safai dene lag jaate hain. Phir pareshaan ho jaenge. Phir pareshaan ho jaenge. Sansaar chalne hi nahi dega. Yadi iske anusaar chalo to. Ab wah agar galat acharno mein jaata hai to ninda hoti hai achhche aacharan karte hain to uphash karte hain ki bade bhagat bane tilak lagate hain kanthi mala pahnte naam japne ab to bhai bade bhagat hai uska aisa uphash karte bechara bhajan karne mein bhi Sharma jae to hamen sansaar ki baat nahi dekhni hamen apni masti mein chalna

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi