॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

anjane mein hui galtyon ka prayashchit kaise karen?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji grast mein jane anjane mein kiye hue dosho ka nivaran kaise ho ya aparadh ban jaate hain? Dekho anjane mein jo paap hote hain wah to swapna mein bhugtae jaate hain. Bhayanak swapna dekhkar jo kasht hota hai sukshm sharir ko man ko usse nasht ho jaate hain. Lekin jankari mein jo paap hote hain wo sharir ko dand diya jaata hai. Sthul sharir ko jagrit avastha mein to uske prayashchit ke liye anusthan hai. Bhagwan naam kirtan hai. Santo ki seva hai. Tirth yatan hai. Shastron ka swadhyay shastron mein kai strotra hai paap nashak un stotron ka path karen tirthon ka avgan kare sant seva kare naam jap kare to sab paap nasht ho jaate hain jo jankari ke paap hai unko aise nasht kiya jaata hai aur jo anjane mein paap hai wo swapna mein dand dekar ke nasht ho jaate hain.

jaise bhayav swapna dekha ekdam ghabra gaye to wo hamare kisi anjane paap ka phal aisa bhayanak swapna

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi