॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

santo ke jeevan mein dukh kyon? Bhagwan ki rahasyamyi leela!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

senpur mein Baba guru shri magnanand Saraswati ji ek sant aae mana ki aap yahan nahi rah sakte kyonki aap ganja pite hain. Baba sarkar ne kaha nahi rahne do inko to unki agyaa ko koi tala nahi. Ek din wo ganja pine wale sant kulhad rakhte the. Baba sarkar ke paas aae magnanand Saraswati senpur phatehpur jila. Unhone kaha ki Baba tumhari yash kirti dekhkar mujhe aisi jalan hoti hai ki main kulhad se tumhen kaat dalu. Sir phira to Baba ne kaha bhagwan ki agar aisi ichchha hai to aap kar dalo.

ye ekant mein usse baat hui. 20on 50on shishya the. Sabko bulaya aur kaha kaun-kaun hamare saath chalna chahta hai? To sab bole ki prabhu main aapke saath chalna chahta hoon. Kyon chalne ki tayyari kar rahe ho kya? Nahi aise pooch raha hoon. Kaun-kaun sa? Accha tum to chaloge nahi saath. Shivanand Swami ko kaha. Tumhen pura ashram sambhalna hai aur santo ko sambhalna hai. Aur jo jo chalna chahta ho apni himmat bana lo hamare saath chalne ke liye. Bole theek hai raat mein 2:00 baje wo laghushank ke liye uthte the Padmasan se uthe us bas wo jaise koi pagal aadmi aise mar mar kulhad ke Baba sarkar ke 25on kulhad mare aur aisa asthima kar rahe sharira aisa sharir tha phir andar ghusa jo jo mahatma mila mar mar karke sab kulhadon se 20on ko khun khun kar diya sab padhar gaye aur bhag gaya kya leela hai kya leela hai kaise samjh mein aayegi guru arjun dev ko kitna kasht diya ja raha hai guru teg bahadur sinh balidan ye sab kya hai?

agar ham yah sab samjhne chalenge na to hamari shraddha mein fark padne ki sambhavna hai. To ye leela hai bhagwan ki. Ham mante hain ki apne santo ke saath bhagwan ye pratikultaa rupi leela karke jagat ko dikhate hain ki aisi bhi paristhiti mein hamare bhakt ki sthiti kya hoti hai? Hamare sant ki sthiti kya hoti

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi