॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Non-Veg khane walon ke beech rahkar bhi man ko kaise sthir rakhen?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maa shadi ke sevan wale janon ke saath bhi jaisi pratikul paristhiti mein rahte hue bhi aapke vachno par rah raha hoon par man maharaj ji ashant rahta hai laga waise koi fark nahi parta ham bazar jaate hain hamen shri ji ke liye itr lena hai to kya ham har dukan mein tala dalwa dete hain kya koi parchun ki dukan khuli koi mans bech raha hai koi anda bech raha hai koi kuch bech raha hai koi ham apna sir niche kiye gaye itr ki dukan mein shri ji ke liye itr liya aur chale aae puri bazar thodi hamare liye vighna hai haan ab to ham manoranjan karte hue har ek dukan ko takte hue jae.

ismen kya are yar ismen kya aise nahi to aise hi hamare office mein hamare ghar mein yadi vatavran dharm aur bhakti ke pratikul hai. Hamen sirf apne se matlab rakhna hai. Jisse jo kartavya karm karne pita hai to pita ke saath pita ka vihaar karte hain. Mata ke saath mata jaisa vihaar karte hain. Bas ab wo kahe ye khao ye piyo ye aisa karo. Agar wo dharm ke pratikul hai to use sweekar nahi karte. To aapke upar koi prabhav nahi padega. Ghar mein mans bane to bhi koi prabhav nahi padega. Vibhishan ji lanka mein rahte the to aaspas ka vatavran to sab nishachri vatavran hi tha.

hanuman ji ko bada ascharya hua ki lanka nishchal nikar nivasa yahan kahan sajjan karwasa. Lekin aisi uttam bhakti ki ki bhagwan ne kaha tum sari ke sant priy more dharo deh namni hore. To jab lanka mein bhakti ho sakti hai to bharat mein to ho hi sakti hai ya videsh mein bhi kahin bhi ho sakti hai. Ham apna lakshya rakhen. Agar hamara lakshya dridh hai, to hamari bhakti dridh rahegi.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi