॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

shishya bola: mujhe naam jap se kuch fayda nahi hua!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek din ek mahatma se ek shishya ne prashn kiya aapse 18 varsh ho gaye diksha liye mujhe koi labh nahi mila bhari sabha mein unka japte ho jo mantr diya tha bole haan japta hoon kya kaha Ram Ram Ram jo aapne bataya tha bole aisa karo 24 ghante ke liye tumhen hamari kasam hai 18 varsh se jisne tumhen labh nahi diya ab is naam ko 24 ghante mat japna kal ana tumhen aisa mantr denge jo bahut jaldi labh dega guru mante ho bole haan bole hamari kasam hai 24 ghante ek bar bhi nahi jamta aur wo 18 varsh ka abhyaas jo mude shri Ram wo ro pare chilla pare bole Gurudev aapki kasam kasam mat do main ab iske bina rah nahi sakta bole ye mila 18 varsh tujhe ye 18 varsh mein mila ki ab tu Ram Ram kahe bina rah nahi sakta ye sabse badi siddhi hai kya samjhta hai aur bhagwan naam mein priti ho gayi tu meri kasam ko bhi todkar ke naam japne mein utaru ho gaya iska matlab naam tere jibhya par virajman ho gaya.

ab tujhe param pad milega. Ab tujhe sukh milega.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi