॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

sach jaan lo! Maya ka mitha zahar aapko kha raha hai

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jaise kisi ko saanp kaat khae na aur jahr chadhe to ganv mein uski pehchan ki jati thi. Neem ki patti khavai jati thi. Kaisi lag rahi? Mithi bole turant upchar karo jahr chadh gaya. Bhagwan ne aur sant mahapurushon ne anubhav kiya hai. Sansaar kaisa hai? Dukhalayam dukh yonya. Apne ko kaisa lag raha hai? Mitha. Accha jahr chadh gaya maya ka. Utarwao fatafat utarwao. Nahi to jahr chadh gaya hai. Ye mar dega. Vish chadh gaya hai. Ab sahi mayne mein jo sansaar mein sukh bhas raha hai wo bhagwan hi hai. Dusra koi nahi. Par hamare andar sthiti nahi hai na to ham unhen bhagwan nahi dekh pate.

bas yahi fasav hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi