॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab naam hi kafi hai, to aur sadhno ki kya zarurat?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bole naam mein jab itni samarth to anya sadhan kyon banae gaye? To bole anya sadhno mein sugamta lag jaan padti hai. Lekin naam mein vishwas jamna bada kathin hai aur naam jap mein lagna bada kathin hai. Age shabd suno. Jinhe naam jap jam gaya aur vishwas ho gaya. Uske liye anya sab sadhan vyarth ho jaate hain. Vyarth ho jaate hain. Wah bada bhagyaheen hai jisko prabhu ke naam mein vishwas nahi hua. Wo kya karen? To akhirkar kahin na kahin apne man ko santosh dene ke liye tirth hai, vrat hai, home hai, tapasya hai, dan hai, dhyan hai, gyan hai.

idhar sab kya karen? Naam jap mein vishwas nahi aur naam jap mein priti nahi. Mand bhagiyon ke liye bhi parmanand ki prapti ho jae. Isliye phir rishiyon ne ye tirth vrat home yagya dan dhyan gyan vigyan inki rachna

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi