bhakt ke liye Vrindavan se Odisha kyon gaye thakur ji?
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
brahmin ne tirth yatra ke liye to ek jawan brahmin garib tha usne kaha theek hai hamko bhi darshan ho jaenge chalo ham aapki seva karenge aap dhan laga dena sab bas ho gaya aur khub tirth yatra mein jab Vrindavan aae to itni seva uski ki uska hriday gadgad ho gaya to usne kaha gopal ji ke mandir ki bhaiya tumne itni seva ki hai hamari ek beti hai ham apni beti ka byah tumse bole ham to kuch kaha nahi lekin aap hi ne kaha hai badal mat jana wahan ganv jake kyonki tum jab bade aadmi ho tumhare ladka aisa hai bole bole nahi nahi badal kyon jaenge bhagwan ke mandir mein kahte hain ki ham beti ka byah kar den saransh mein bataya jab ghar pahuncha to unse kaha Baba tumne kaha tha na to unhone kaha bhai hamen yad nahi ki hamne kaha aur panchon ko ikttha kiya pehle ganv ke log pradhan ho sab panchayat karte the na panchon se kaha dekho hamne to chah nahi ki thi unhone apni taraf se kaha tha to panchon ne kaha bhai koi gavahi hona chahiye haan bhagwan ke samne gopal ji ke samne kaha tha ladke
turant bol pare ki agar gopal ji aake yahan bol denge to apni bahan ka wo jante the koi murti chalke thodi aati hai bhagwan kal thodi iske byah ki taki de. Unhone kaha accha agar aisi baat hai to ham ja rahe hain Vrindavan. Jo kuch uske paas punya punya tha bech baach karke Vrindavan aaya aur gopal ji ke mandir mein sayan ka samay tha to thakur ji ne kaha dekho piche ham aae the brahmin ke saath aapke darshan karne mandir mein kaha tha ki byah kar denge. Sun rahe ho? Chalke wahan bata do chalke ki usne kaha tha to hamara byah ho jaega.
jo seva karne wale tumne socha pagal aadmi kya kaisi baten bhagwan se kar raha hai. Parda laga diya. Bhagwan ka sahan ho gaya wo sab chale. Wo baitha sun rahe ho na dekho aapke siva koi mujh garib ka saath dene wala nahi na hamare paas paisa jab usne kaha tha us samay tum sun rahe the ki nahi andar se awaz ai are kahin murti chalkar ke gavahi degi bole sun rahi murti bol sakti hai chal ke nahi sakti bhagwan aae ke bhagwan ne kaha yar tum baat karte ho tum saath to chalna pare par hamen Vrindavan mein khane pine ko mil raha hai tum saath chaloge hamen kuch khane pine ko nahi mile kaise vinod unhone kaha ham pehle pata tha ki jo hai gavahi dene wale khwa piya ke laya jaata hai.
to bole isiliye ham kuch hamare paas tha wo bechwach ke laye khane pine ki to chinta nahi to bole ham piche piche chalenge tum age age chalna bhagwan ne kaha bole hamko dekho phuslao mat hamen kaise pata chalega bole napuron ki jhankar tumhen sunai degi aur jis samay piche tum mud ke dekh lo phir ham age nahi jaenge kaha theek hai bhagwan ko jab bhog lagana hota to piche piche bhagwan gaye wahan Odisha prant mein apne Vrindavan ke thakur gopal ji wahan bhagwan gaye thoda hi nagar rah gaya to ab usko laga ki keval nupre sunai de rahe ki aa bhi rahe hain jo hi mud ke dekha to bhagwan muskurae bole dekho hamara tumhara vada tha ab itne nazdik aap to nahi chalenge bola chalo bhi mat hamen koi pareshani ham bula ke laye pure ganv mein gopal ji aae sakshi sabko ascharya hua Vrindavan se thakur ji to ab kisi ko sakshi mangne ki himmat padi kya jab bhagwan sakshat hamen dridh vish dekho bhagwan gaye chalke ke
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…
- mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai? — maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se…
- 🤍🤍radhapiy ju ke phool bangla mein darshan 🤍🤍 — Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha [ghanta] Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha…
- kaliyug mein aisa kya khas hai jo Satayug mein bhi nahi? — kalyug papon ka vistar karega to munio ne vichar kiya ki papon se kaise bacha jae to bhagwan vyas dev ji us samay ganga ji mein snaan kar rahe the to sabne socha chalo vyas ji se chalkar ke…