॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

pavitra hon ya apvitra, har samay karen naam jap

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aap jaise ho pavitra ho ya apvitra ho aap soch mein baithe-baithe bhi Radha Radha jap sakte hain aur japte hi hain nahi to soch mein mar jaenge to phir hamen to har samay savdhaan rahna hai kab pran nikal jae to soch hote samay bhi andar hi andar bhagwan naam Radha vallabh se phir nirantrta kaise rahegi antar par jaega na mantr japa nahi jaata apvitrata mein mantr nahi japa jaata lekin naam jap kiya ja sakta hai agar jeevan mein ek bar bhi Radha naam ucharan ho gaya hai to vishwas maniye aap nark nahi jaenge jo itna mahimamay naam hai usko ham ek bar hi kyon le nirantar kyon na le jisse hamen priyal mil jae prabhu mil jae dekho Ajamil ne apne putr ko pukara tha na ki bhagwan ko narayan itne mein hi bhagwan ke parsad aa gaye aur naam ke pratap se yamduton ki phansi katkar yamduton ko bhaga diya aur parinaam mein Ajamil ko bhagwat dham ki prapti hui.

putr ke bahane narayan pukarne se sachchi buddhi se vichar karke sab chhod dijiye. Jitne bhi sadhan hai bane to bane nahi sab chhod dijiye naam pakar lijiye. Aap ganga snaan kiye phir paap kiye phir ganga snaan kiye phir paap. To hathi ke snaan jaisa raha. Aapki paap ki pravriti nasht nahi hui. Isliye naam jap naam paap aur paap ki pravriti donon ka nash kar dega.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi