॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

wo barath jo sansaar ne nahi dekhi | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bahut sundar hain bhagwan shiv aur bahut bhaykar hain bhagwan shiv hai na haan bhaykar itne hain ki pocho mat jab bhaykar rup dular rup ban ke gaye the la mata jo Parvati ji ki thi usmen balakni mein thi mahal ke bhai barath jo barati mein sabse pehle bhagwan ke jo hi dekha bhagwan shri hari aur pura parike barati aise dulha kaisa hoga Devraj indra piche are phir kya kahna bahut sundar barati brahma ji ved murtiman ab aaya jab dulhe ka number aur unke ke saath the ko mukh hin vipul mukh kahu kisi ke mukh hi nahi hai aur kisi ke bahut se mukh hai aur koi muhn se awaz nikal raha hai jaise wo agyaa vaital jo hai na wo aise chhod rahe the apne aur bhut pret nach rahe the maharaj jatajut ka shringar ganga ji mundon ki mala bhaykar sarp aur babhut rami hui jo Parvati ki maiya ne dekha bole apni putri ko le pahar se gir ke atmhtyaa kar lungi aise dulha ke saath le bharungi mamla narad ji ke paas pahuncha narad ji ne kaha ki Himalay ne kaha sab choupat ho gaya.

are bhagwan shiv se kaho apne rup mein ave aisa bhaykar rup byah ke liye dharan kiya jaata hai kya? Bole mahila jo hai bigad gayi. Byah kaha ki byah hone jite ji byah nahi hone dungi. Kaho thoda apni leela samete. To bhagwan ne jo rup dharan kiya 16 varsh ki avastha hath mein darpan wo mugdh ho gayi maila. Narad ji ne kaha ye dekho shiv ka rup hai. Aisa gaur varn karpur gauram karuna avtaram. Sakshat karuna bapu hai bhagwan se. Bahut ladle hain, bahut pyare hain, bahut bhaykar hai. Hansi-hansi mein ek bar maiya Parvati ji ne aise netr band kar diye.

to tisra khul gaya pure pure Himalay mein aag lag gayi. To unhone kaha majak bhi bahut sambhal ke. Bahut bhaykar devta bhi hai aur bahut karuna mein

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi