kya aap roz 10,000 bar 'Radha' naam le sakte hain?
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
satsang mein niyam diya tha ki 10,000 naam sab log jap karenge. 10,000 naam tumhen bahut lagta hai 10,000 naam Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha chalte phirte uthte to ek mata ji aake boli ham to badi seva hai hamare paas ham to 10,000 kaise jap payenge naam? 10,000 naam keval aap baat karte ho 10,000 bahut hota hai kya? Are 10,000 to aise chalte phirte ho jaata hai. Se counter aap le aap apni sarwis ko ja rahe ho jaate samay ate samay khali samay 10,000 naam 10,000 naam yadi aap roz japoge to aapko khud chamatkar samjh mein ane lagega ki aapka jeevan kidhar ja raha
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- shri ji ki sharan mein hokar nishcint ho jao — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- chandan ki tarah bano, kusang ka vish mat apnao! — agar tumhen satsang milta hai to kusang bhi apna prabhav dikhane ki koshish karega. Aapki nishtha, aapki bhavna itni surakshit honi chahiye ki kisi ka bhi kusang ka prabhav hamare man par na pare. Jo…
- ann ka aisa gahra prabhav ki sant se bhi ho gayi chori! — ek Paramhans ji jangal mein rahte the. Raja gaye. Bahut din piche pare. Nimantran diya chalo maharaj mahal mein gaye. Prasad paya. Ab wo raj vaibhav ka prasad jangal mein aae to unko gulahri pipri ye sab…
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…