॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir bada amulya hai bachchha. Ye bar-bar nahi milta hai. Man lo 84 lakh yoniyon mein ek bar kripa karke mil gaya. Ab jaise aapne achhche aacharan kiye to aapko ho sakta hai agla janm manushya janm mil jae. Jo chuk hui usko sudharne lekin aap aise mitiya met kar diye. ₹1000 diye gaye. Ek ek ke pure 1000 barbad kar diye to agli bar pita tumhen ek rupya bhi nahi dega.

haan aapne 900 achchhi jagah kharche kiye. 100 chuk kar di to aapko agli bar bhi chans mil sakta hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi