॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte hain. Agar koi udhar ka aapne unko dekha tha kya aaj? To aap to aaj dekha tha to accha wo prasann the na unki baat karna unki charcha karna aur kahin wo hamare samip aur unki juthan mile unke saath khae piye khele hase kitna pyar badhega accha kuch bhi wo karen wo uski smriti mein rahegi jisse pyar karti hai wah ya wo uski smriti mein rahega jo usse pyar karta hai jagat ka swaroop swabhav yahi hai isliye goswami ji ne kaha kam nariy lo priyda to bina bina smriti ke sadharan pyar nahi hai to asdhran pyar bina smriti kaise ho jaega?

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi