॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ann ka aisa gahra prabhav ki sant se bhi ho gayi chori!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek Paramhans ji jangal mein rahte the. Raja gaye. Bahut din piche pare. Nimantran diya chalo maharaj mahal mein gaye. Prasad paya. Ab wo raj vaibhav ka prasad jangal mein aae to unko gulahri pipri ye sab accha nahi lagta. Kandmool phal bas raste hi dekhte kabhi ghoda dikhayee de. Raja ko nimantran de de. Aa gaya raja khile gaye. Mahal mein tanga tha. Ratna jati har uthaya aur jholi mein dal liya. Jangal jab wapas chale gaye apni kutia mein to rani shringar ki le gayi. Bole maharaj mera har gayab hai. Unka das dasiyom se pocho.

bole yahan koi bahar ki das dasiyan nahi. Ye niji das dasiyan hain. Mera har unka har hai. Wo cura ke jaenge kahan? Unko koi pahnna to hai nahi. Ye aapke jo mahatma ji aae the yahi cura le gaye. Mahatma ji kyon cura le gaye? Wo to jangal mein rahte unko har aadi se bole pakka shat pratishat wahi cura le. Bole ham aapko naya banva denge. Aap aisa dosharopan santo par na karen. Par laga unko ki haan mahatma ji le gaye. To 8 10 din jo upvas karte hue wah khun bhasm hua to jholi uthyi phal mul lane [gana gane ki aawaz] ke liye to dekha wajan hath mein dekha har bole kaise buddhi bhrasht ho gayi main har kyon le aaya cura ke to aise har lekar gaye sabha mein kaha main chor hoon aapka har churaya mujhe dand milna chahiye raja ne kaha maharaj main pariksha ke liye aapki jholi mein dal diya tha aap satya hain aap chor nahi ho aur unko andar le gaye raja ne isliye aisa kaha ki sabke santo ke prati bhavna na kharab ho jae ekant jakar kaha maharaj aap hi har cura cura kar le jaate hain aur phir aap hi wapas late hain.

iska rahasya kya hai? Unka iska rahasya tumhara ann hai. Main ekant mein kand mul phal khakar bhajan karne wala tumne nimantran diya. Rajan paya meri buddhi bhrasht ho gayi aur maine chori kar liya.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi