॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jo pehle se gira hua hai, wah girna kya jane!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ye sansari purush kya jane harna kya jane jo gira hua hai wo girna kya jane ek sadhu the wo 100 bar bhrasht ho chuke the unhone socha wale ab ham nahi bhajan kar payenge ek ped ke niche baithe the sochte the isi ki dal mein karne lenge to dekha ek cheenta chadh raha hai phir gira phir dekha wo phir chadh raha hai phir gira kai bar chadne par gira ek bar chadh gaya to unhone kaha yar hamko bhi prayas karna chahiye bas phir sadhna mein lage aur bhagwat prapt ho ubna nahi, ghabrana nahi, nirash nahi hona aur harna nahi.

apni sadhna mein chalte rahna. Yadi bhrasht ho jao to bhi. Yadi gir jao to bhi, niyam tut jae to bhi, agar galat marg mein kadam chala gaya to bhi, ham prayas nahi chhodenge to ham jit jaenge. Prayas chhod diya tab to phir sab bekar ho jaega. Naam jap karna, bar-bar bhogon se man ko hata ke bhagwan mein lagana. Yadi ham har bhi jaate hain to bhi hamko nahi rukna.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi