॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan ne narad ji ko bataya - mera sacha premi bhakt kaun hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

narad ji bhagwan dwarikadish ke samip darshan karne jaya karte the. Dekha to bhagwan braj gopiyon ki yad karke ro rahe the. Bhagwan ko agar aap pyar karte bhagwan us aapse zyada kyonki wo maha premi hai. Narad ji ne kaha prabhu aap gopiyon ka chinta aur bhakt bade-bade kya koi srishti mein unki samanta nahi kar sakta. Bole hain sab pyare hain par jahan par lag jaata hai wahan halkapan aa jaata hai. To kaha prabhu meri samjh mein nahi aata aisa kya? Kitne aise bhakt raat din aapka dhyan karte hain aapke liye rote hain.

narad ji aaj hamare kuch pet mein dard ho raha hai. Koi agar aushadhi mil jati to phir ham baat karte hain aapse. Prabhu ne pehle kyon nahi bataya? Raj vaidya Dwarika ke abhi bole ye hamare aise koi bhakt yadi apni charan raj de de ham aise laga le to hamara theek ho jaega. Man mein to unke bhi aaya ki bhakt to ham bhi par bhagwan ko apni charan raj na Baba ye to mahapap ban jaega. Ab jis bhakt ke paas ja rahe hain bhagwan ka pet dard kar raha hai. Aap apni charan are paap ki baat kyon kahte ho? Bhagwan ko apni charan raj denge.

pure vishv mein bade-bade nami bhakt narad ji aap to jaan bhagwan ko braj mein aae gopeejnon se to gopijan janti thi prabhu ke paas ate to unko kaise hain? To unka bahut kasht mein unke pet mein dard hai. Kaise nivrit hoga? Bole charan raj bhakt ki mil jae. Haan lo. Saikadon gopeejnon ne apni chunri mein charan. Bole jaldi jao pehle. To bole tumhen pata hai bhagwan ko tum charan raj de rahe ho tumhen narak milega. Tumne kaha narad ji. Yadi unka kasht dur ho jaata hai aur mujhe bahut kal tak narak milega.

mujhe koi pareshani mere prabhu ko sukh ho. Yah kaha narad ji se ki tum bhi to bhakt the.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi