॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhakt ke prati bhagwan ka adbhut prem | Shri Hit Premanand Ji Maharaj

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

shri Ram ji ka charit kai bar suna hai. Wah itne suyogya vihaar kushal bhi the ki unko khajanchi banaya. Us samay badshah hote the. To jaise kisi ko bahut avshyakta dekhi to khajane se chupchap de dete the. Yadyapi kanun ke hisaab se aisa nahi hai. Khajanchi ko sarkari adesh par hi kuch bhi rakhna aur kuch bhi dena ye swatantr adhikar mein aur maha bhagwat the unke hriday mein. Yah baat jab kazi ko lagi to shikayat ki badshah. Badshah ne bulaya. Janch karai to aadha khajana bant chuke the. Bahut bada aparadh sarkari aur mahan bhakt har samay unki jibhya par vitthal vitthal vitthal vitthal badshah ne kaha sweekar karte ho aapne aadha khajana bant diya to ye chori hui kyonki aapne adesh to liya nahi suchna bhi nahi di.

ji to is aparadh ka dand kya ho sakta hai? Mantri unka phansi paas kar denge. Mahan bhagwat hai. Tumhari akhiri ichchha kya hai? Bole ek bar vitthal bhagwan ke samne se keval nikla dijiye. Jallad log jaise bandh ke aise rassiyon se bandhe hue hain. Samne bas aise dekha raji ho ham raji hain. Itni baat kahi raji ho ham raji jo ek kadam age badha so badshah ke paas nav kishor avastha kamal nain are to akhil lok chudamani inko le jane mein kya der le rup dekh ke aisa to bilkul mohit ho gaya. Kaun ho tum?

main shri Ram ka ek chhota sa naukar hoon. Akhil kot bramhandon ke saath bhakt ko kitna pyar dete hain, sammaan dete hain. Main unka ek chhota sa sevak hoon. Ham bar-bar unse prarthna karte hain ki aap kyon aise chhote logon ki se nokri karte ho? Badshah ne. Aise Pitambar se kiya. Aise hire khule rakh le apne khajane mein. Ek hire ke barabar tera pura khajana nahi hoga. Aur turant adesh kar hamare Swami ko mukt kar. Turant adesh kiya. Ghode daudae phansi na di jae. Sammaan ke saath wapas le aae.

tumhara naam kya hai? Bole bitthu hamara naam hai. Aisa jahan wo sainikon ko adesh de rahe the. Itne mein sarkar antardhya ho gaye. Jab dekha aa gaye shri Ram to shri Ram se kaha ek bar main chahta hoon. Tum apne us naukar ke darshan kara de. Ek bar main deedar kar. Bole ham to aapke naukar hai. Hamara kaun naukar hai? Aapki di hui us ann poshan karte hain sampatti se. Mera are ab nahi chalne wala. Tum jo bulawe mein rakh rahe the. Are tumhare naukar ne aise hire ek bar ye hire bhi le jao koi aparadh nahi tumhara mana jaega ek bar ham samjh hi nahi pa rahe ki kaun naukar bole wo bitthu naam accha accha accha sarkar ye naukar nahi hai bole bahut prasang kuch kaho bole bas apni sevkai se mukt kar do aaj ke baad main jo itna hamen pyar karte bas unke hi bhrose par rehunnga ab koi anya aashray mein

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi