॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

sant ke sang se utar gaya sharab ka nasha | Shri Hit Premanand Ji Maharaj

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek sharab pi raha tha baithe aur uphash karne mein praveen tha wahan se sant ne aur sant jis nashe mein hote hain usko kya pata are wo to paa lagaya hoga aadha liter piye hoga sant to parmanand ko piye hain ve hain masti se jae to bole ae Baba laga le thodi jeevan bhar baat kiye ghum raha hai nazdik aae aise bole beta oo tumhare bhagya ko main padh ke dekh raha hoon tum to sat din mein mar jaoge glas rakh liya wo sant hai unka nasha alag nasha hai bole beta pakka bhagwan ko sakshi karke kahte hain hamare vachan mithya nahi hai.

sat din mein aisa utar gaya. Charnon maharaj kya bole beta ek upay hai agar tum Govind Govind Govind Govind aisa shuru karo to tumhen dukh nahi hoga tum bhagwan ko prapt ho jaoge aur ho sake to sharab mat pina sat din mein to mar hi jana hai kabhi nahi piyenge maharaj ghar gaya kisi se baat nahi kiya kamre mein Govind khana pina mar hi jana hai sat din Govind Govind Govind satwen din sant bhagwan pahunche uske aansu chal rahe the Govind bole maharaj kitne ghanta rah gaye marne ke liye bole sat din se piya to nahi bole nahi piya bhi nahi kuch khaya bhi nahi hai bas Govind Govind Govind to bole beta tum to amar ho gaye ab tum maroge nahi aaj sharir kisi din sat din ke andar chhut jaega ravivar se ravivar tak sat din hi hote inheen mein kisi mein maroge ab tum amar ho gaye hamse kah rahe the thodi laga lo na to hamne thodi apni laga di aapke upar chadh gaya lala sahab raat din japo Govind Goyal galti mat karna

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi