॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

santo ki seva ke liye bhagwan bane naukar!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

trilochan ji ke yahan naukar bankar sarkar gaye the. Unko ek sevak ki zaroorat thi ki koi aisa sahyogi mile jo santo ke man ki baat jankar waise hi rasoi baname aur santo ko pavave kyonki unka vyapar bhi tha to bhagwan swayam 16 varsh ki avastha hai. Phate purane kapde aur darwaze ke paas kaha main bahut praveen sevak hoon. Mujhe koi nokri mein rakh le. Trilochan ji nikle dekha nai avastha. Unhone kaha aie aie hamen to zaroorat hai par hamen apni seva ke liye nahi zaroorat. Hamen santo ki seva ke liye zaroorat hai.

bole wo to bachpan se hamara swabhav hai. Santo ki seva karna. Bole aap kya bana lete ho? Bole jo chaho banva lo. Kadhi, khir, pua, puri sab aur ham jisko dekhte hain uske man mein jo chal raha ho to aap samjh jaate hain ye seva ke prabhav se. Mere mein koi siddhi nahi par ham aapke santo ko dekhenge. Unke man mein ki rabri to hamko rabri pa. Are bole hamari baat ban gayi. Bhagwan naukar ban karke rahe. Kis liye? Kyonki santo ki seva mein unhone chitt

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi