॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

budhapa ane se pehle ye baat samjh lijiye

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

he bhai jab tak tum svasth ho aur jawan ho apne kalyan ke liye upay kar lo nahi jab rogi ho jaoge budhapa ho jaega tab aapse bhajan nahi hone wala ek prakritik lakshya ko ham nahi bhed sakte kyonki hamara abhyaas nahi hamne jana hi nahi to aprakritik chidanand bhagwan ki prapti aur bhajan ab jeevan mein jab svasth the to bhogon ko bhoga manmani acharno mein rahe ab sharir aswasth ho gaya hai dukh se yukt hai ab kaise man bhagwan mein lage wo aapka hi puri srishti ka siddhant kaise yavat svasth aag

lag gayi ab kua khodna shuru karo kya kahe jaoge buddhiman kahe jaoge pehle se kuan ki vyvastha hai pani ki vyvastha hai ki agar aag lagegi to ham bujha denge to hamne aag ko bujhane ki cheshta to kuch ki nahi aag lagane ki aur cheshta ki kam agni krodhagni lobha agni moha agni ye sab bhadak gayi ab sharir aswasth ho gaya ab jo aap kah rahe ho ye aapki hi baat nahi lakho ki baat hai karodon ki baat hai jab man prabhu mein nahi lagaya to ab lagana bahut kathin rog se grasit ab kaise bhajan banega isiliye Prahlad ji ne kaha hai kumar avastha se hi bhajan ka abhyaas shuru kar dena chahiye

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi