॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

santo ke paas jane se pehle ye savdhani zarur rakhen

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

santo ka sevan karne mein savdhani kya rakhni hai? Yah kamna aur trishna trishna kahte hain bhoge hue vishay ko punah bhogne ki ichchha aur kamna kahte hain sune hue dekhe hue bhogon ko bhogne ki ichchha. Jab tak kamna lekar santo ke paas jaoge trishna bhoge hue bhogon ko punah bhogne ki ichchha lekar ke jaoge tab tak bhagwat prapti mein badi badha hai kyonki kamna ki purti ho jaegi aur aapka man bhagwan se hat jaega bhagwan mein nahi lagega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi