bhagwan ki sharan mein jakar papi bhi tar sakta hai!
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
bhai aspataal bana hi hota hai rog nivaran ke liye. Ab agar aspataal mein pehle likh diya jae ki yahan kisi ko khansi, jukam, bukhar, cancer, kidney, failure ye sab na ho phir aap aao to majak nahi mana jaega. Yar ye kaisa aspataal hai? Aspataal ka matlab hi hota hai rogi ho jae. To sharanagat hota hi asmarth hai. Sharanagat kaun hota hai? Asmarth hai. Mere mein samarth nahi ki main kam vijay ho jaun. Main krodh vijay ho jaun. Main ahankaar ko jit lun. Yahi to dosh hai kam krodh mad lobh sab ye nath narak ke panth to he hari main aapki sharan mein hoon hari sharanam hari sharanam hari Ram Krishna hari Radha Radha Radha sab theek ho jaega ye jitne shatru hain hamare bas ke nahi hai ho haro kar jatan vivid vidhi atishay prabal ajay tulsidas bas hoi tab jab prabhu perakje inki dori prabhu ke hath mein wahi sambhalnge de do dori aur Radha Radha har samay rato kya pareshani?
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- kaun sach mein ganga mein nahaya? Bhagwan ne khola rahasya! — haridvar mein sab ganga ji naha rahe Parvati ji ne kaha prabhu kitne punya atma sab ganga naha rahe bole sab ganga nahi naha rahe pani mein dubki laga rahe koi birla ek ganga na snaan kare unka ab…
- shriji ki sharan mein hokar nishcint ho jao — bilkul nishcint raho. Shri ji ki sharan mein hokar Radha Radha agar hamare galat kadam ja rahe hain to Radha Radha Radha hamari bas nahi shri ji shri ji dekhna hamari bas nahi hai ham kahin bhi gir sakte…
- chandan ki tarah bano, kusang ka vish mat apnao! — agar tumhen satsang milta hai to kusang bhi apna prabhav dikhane ki koshish karega. Aapki nishtha, aapki bhavna itni surakshit honi chahiye ki kisi ka bhi kusang ka prabhav hamare man par na pare. Jo…
- ann ka aisa gahra prabhav ki sant se bhi ho gayi chori! — ek Paramhans ji jangal mein rahte the. Raja gaye. Bahut din piche pare. Nimantran diya chalo maharaj mahal mein gaye. Prasad paya. Ab wo raj vaibhav ka prasad jangal mein aae to unko gulahri pipri ye sab…
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…