॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kaun sach mein ganga mein nahaya? Bhagwan ne khola rahasya!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

haridvar mein sab ganga ji naha rahe Parvati ji ne kaha prabhu kitne punya atma sab ganga naha rahe bole sab ganga nahi naha rahe pani mein dubki laga rahe koi birla ek ganga na snaan kare unka ab raas nahi samjhi prabhu tab naha to rahe hain aur aap kah rahe ho pani mein naha rahe ham batte vridh ka rup rakha phislan ka wo drishya dikhaya aur gadhe mein gir gaye kichad aur Parvati ke paas bole tum ye sabse kaho ki hamare pati ko sahyog karke nikalva do jab niklne ke liye ave to use kah do nishpap ho to chuna nahi bhasm ho jao ab jo nikle bole bhaiya hamare pati ko thoda nikalva do to koi to majak kar deta hai koi kuch aur koi koi ye sochta dharmatma purush yar nishpap ho to chhue nahi to bhasm ho jaega paap to bahut chhue kahe ko ham pati ki bhasm ho jae ek dehateeti aadmi ganga snaan kar har har gange har har gange bahar nikla bole bhaiya hamare pati ko nikal de bole bhaiya bhi bahan nikaalte lota rakha bole ruko agar nishpap ho to hamare hamare pati ko chu nahi to paas ho jaoge.

kaha maiya abhi tere samjh mein nahi ai ki main ganga snaan karke aa raha hoon.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi