॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

‘mahaul banega tab naam japunga’- kya ye soch sahi hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

yah man hamen bahut dhokha deta rahta hai. Chalo aram se wahan baith ke phir thoda yah kam kar lete hain. Phir baith ke naam japte nahi baithe ka mrityu avsar de ki na de samma bujh jaegi jalte jalte dum nikal jaega aadmi ka kya bharosa hai is ek shwas hamari amulya hai aur nischit hai aisa nahi jitna chaho le lo jitni hai sankhya mein utne le paoge age nahi ek ek shwas ka hisaab hai. Kya bharosa hai is zindagi ka. Saath deti nahi hai kisi ka. Is par talie mat ki yah kam ho jae. Ye paristhiti badal jae.

amuk jagah pahunch jae. Amuk karya ho jae. Nahi gachchha chal rahe ho to hosh mein chalo. Hosh kya hai? Radha Radha Radha ek ek kadam naam jap karte hue chalo. Tishthan agar aap baithe hain to naam jap mein baithiye. Naam jap se khali mat rahie. Aise logon ke paas mat baithiye jo gandi baten prapanch ki baten ninda stuti ki baten karte hain.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi