॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jisne is baat ko mahatva de diya, wahi jit gaya

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

hamko unse dur rahna hai jo hamare dimaag mein shri ji ke charnon ke siva aur kuch bhare un vyakti se us samaj se satsang se vihaar se rishte se nate se hamen dur rahna hai jo hamari shri ji ke siva kuch bhare. Ham shri ji ke chintan ko karte hue 5 minute mein bhi sharir chhut jae to raji hain. Hamara lakshya chintan hai na sharir aur sabse badi aushadhi dhanwantri ji ne ayurveda ka pura manthan karne par achit Govind Krishna naam ismen jo rog nivaran ki samarth hai wo kisi aushadhi mein nahi to divya aushadhi ka sevan ho raha hai divya chintan ye sansarik kya jane to apne ko smaran pada bhoj rajav aapki charan raj ka smaran aapke charnon ka hamko har samay hamen yah savdhani baratni hai ki Priya ka chintan na chhute.

jis vyakti se, jis vastu se, jis ghatna paristhiti jo bhi hamara chintan chhut jae wahi vipatti hai. Aa Harivansh ke naam antar pare. Hamne jeevan mein dekha hai chintan nahi chhorne. Praarabdh vasa indriyan prabal hai. Hamen kahin baitha lo kuch bhi lekin ham chintan aapka nahi chhodenge. Aapko saath rahenge. Chahe narak bhejo. Chintan ko jisne mahatva diya wo jit gaya. Chintan ko mahatva dijiye.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi