॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त कथा · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

dharm ki kamai ka phal, chhota sa dan bana bada punya

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek garib aadmi badi mehnat se apna pet palta tha to yah kisi vyapariyon ke sang mein tha to sab vyapari bade-bade apne achhche padaarth bhojan ke wo khichdi laya tha ghar se kahin yatra mein tha uska naam bhola bhi tha bhola kisan to apni thal mein rakh ke pani bharne ke liye gaya itne mein kutta aa gaya ek kutta kha wo dur baith gaye kutte ko kha liya sab vyapari uska majak uda rahe the phir apni thal li maandh karke rakh diya aur jo jal tha usi ko pi liya raste mein ja rahe the ek bhayanak brahm Rakshash prakt hua alag-alag alag koti ke pret bhi hote hain.

to sabke hosh ud gaye. Bhola ekdam sidha aadmi tha. Brahm Rakshash ne kaha sabko mar denge ham. To bhola ne kaha shuruaat hamse karo. Unhone kaha tumhare upar to hath nahi utha sakte. Kyon? Kyonki tumne kabhi beimani nahi ki. Dharm se kamae ho aur aaj tumne itna bada punya kiya ki bhukhe the. Apni mehnat ki kamai ki khichdi kutte ko khane diya. Agar wah punya mujhe de do to main brahm Rakshash yoni se mukt ho jaun. Kisi ko nahi dand dunga. To usne kaha kaise de du? Bole sankalp karo ki aaj ki khichdi jo kutte ne pai uska jo punya hua main tumhen deta hoon.

main abhi mukt ho jaaunga nahi sabko mar dunga in vyapariyon ko. Dharm ki kamai ka chhota sa bhi dan wo bhagwan ki bhi prapti kara sakta

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi