॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mrityu ka doshi kaun? Sunkar sab shant ho gaye..

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ki ek mahan tapaswini gautmi naam tha unka to unke ek putr tha aur wo jangal mein tapasya karti thi. Putr khalne gaya to saanp ne kaat liya vishdar sarp ne. Ab wo mar gaya to kul kira jangli lekar aae aur kaha devi tumhare putr ko saanp ne kaat khaya. Ab putr ko mrit dekhkar unko bahut krodh aaya. Unhone mantr ke dwara saanp ka akarshan kiya to samne saanp aa gaye. Bole abhi tumhare 100 tukde karte hain. Tumne hamare putr to usne kaha dekho aap tapasvi ho kar sakte ho. Par hamne nahi mara.

hamare upar mrityu savar thi iski to katwaya. Vichar kiya aap baat to sahi kah rahe hain. Mrityu ka akarshan kiya. Mrityu ne kaha ki nahi mera koi dosh nahi. Kal kal se main prerit mrityu saanp ko prerit kiya. Kal ka akarshan kiya. Kal ne kaha aap mera aparadh mat samjhiye. Iska karm hai. Iske karm se prerit main kal kal se prerit mrityu mrityu se prerit saanp matlab total ka total agar mul mein pahunchte hain to isi balak ke karm ka parinaam ye aaya hai. Wo shant ho gaye. Wo shant ho gaye. Kisi ko dand nahi diya.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi