॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

yudhishthir ne 7 din tak ek hi jawab kyon diya?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek bar Dronacharya ji ne sab se kaha ki ek baat seekh lo koi mare bhi to gussa nahi karna hai. Ye baat seekh lo yadi tumhen uttam marg ka anusaran karna hai. Mahapurushon ke marg mein chalna hai to tumhen mare bhi to gussa nahi karna hai. Seekh liya? Sabse pucha ji kya sikha? Hamen koi mare bhi to gussa nahi karna hai. Yudhishthir ji se khade ho kya sikha? Bole nahi seekh paya. Sab ne ek swar mein suna diya. Tum kyon nahi suna diye? Bole nahi seekh paya Gurudev. Dusre din khade ho sikha?

kya ham bole the? Bole nahi seekh paya Gurudev. Sat din tak pucha bole danda lao panch sat vet mare bole sikha bole haan Gurudev seekh gaya gaye kya ki koi mare bhi to gussa nahi karna chahiye bole kyon aap kyon bole aapne mara na aur mujhe gussa nahi aaya na to ab seekh gaya ham keval vani se thodi bolte ki mare koi gussa aapne mara na abhi tak mar lagi nahi thi aapne mara aur mujhe gussa nahi aaya ab main seekh gaya ki koi mare bhi to gussa nahi dharmraj yudhishthir kabhi mithya nahi bolte aapne sikhaya koi mare gussa nahi ana to pehle hamare mar lage ho mujhe gussa na ave tab main bolun lunga.

koi mare phir bhi gussa nahi ana chahiye.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi