॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jisne sirf Ram naam japa, wahi prakand vidvan ban gaya!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek chhota sa balak satsang mein gaya. Usne suna bhagwan naam jap karne se sab kuch prapt ho jaata hai. Sab gyan ho jaata hai. Ab school jaata to wahan baithe rahe Ram Ram Ram Ram Ram Ram wo aaspas ke bachchhe sunte shikayat kiya pitai ki gayi. He tu kya japta hai? Shastr kyon nahi padhta jo padhaya jaata hai usko padh ghar shikayat gayi. Ghar ke log pigte bas wo pakar li baat naam japne se Ram Ram. Jaise bada hua har school mein phayl kuch nahi likhna. Usne suna tha naam se sab kuch prapt ho jaata hai. Sara gyan vigyan padhai likhai sab prapt ho jaata.

wo chhota balak na padhne mein ruchi bas Ram Ram Ram apman hona shuru hua. School mein apman sartiphiket aati to ghar wale pitai karte apman. Usko laga kya sant jhuthe bolte hai kya? Kaha tha naam se sab kuch prapt ho jaata hai. Mujhe kuch padhna nahi aata. Kuch nahi. Kafi samay naam jap karte hue ho gaya. Ab apman nahi saha ja raha tha. Jaise jaise sayana hota ghar ke jan sab over Ram Ram ek din usne socha ki aise jeevan se kya ghar se nikla sharir chhorne ke liye jevi pran hatya apni karne ke liye cheshta karne wala tha piche se ek siddh sant ruko mud ke dekha ek pagal jaisa aadmi tumhen aviswas hai naam mein bole abhi tak tha ab nahi bole jaban nikal dekho aur kuch nahi likh raha hoon yahi likh raha hoon jo tu jap raha hai kyonki abhi tak Gurudev ki prapti nahi hui thi keval shravan karke naam jap shuru kiya likha aise kisi aur se nahi aise boli se Ram ja hi naam likha aur phir wahi naam jap kiya sab vidya kahra matra inki to baat jane do vyakaran sanskrit ved sab thari prakand vidvan haan

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi