॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se rupaye mango to kahega hamara kam karo jao usko panch thappad mar ke aao ₹100 denge dusra aapko fansane ka kam karegi lekin maa panch thappad maregi ek rupya nahi degi kyonki janti hai ye bigad jaega aur agar janti hai ki theek se chal jaega to 11 mangne par 21 de degi tum chinta kyon karte ho aise hi anant vatsalya liye hamari shri ji agar hamare rupya mangne se hamara jo sukh ka hetu bhagwat prapti chhut jaegi to nahi denge.

agar lagta hai haan sahi dhang se prayog ki avshyakta hai to bin mange de denge. Par maang rahe hain to ham shri ji se mange. Ham ye nahi kahte na mango. Tumhen jo bhi andar lagta hai ki mangna chahe to apne prabhu se mango kyonki yah wahi denge jisse aapka kalyan hoga aur nahi to phir nahi denge. Chahe jitna mangte raho.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi